Random

Phir 2mne ahista se jane ka kaha aur 2mhari khud se khoobsoorat ankhe mere chehre ko aise dekh rhi thi jaise insan maut ka talib ho aur malk-ul-maut ki rah dekhe… ab ki bar shaied main tumhe nae rokoga q k jab kissi ko ye ihsas hona shuru hojaye k wo kissi ki kamzori he to wo usko beech bazar ruswa b kerta he aur us k jazbat ki qeemat b lagata he… aur phir rishto ki mandi lagti he,khair suno tum chali jao q k rishta bojh ban rha he hamare zameer pe aur hum ab khud k bune hue dhoke ko mohbt b ne keh skte q k mohbt haqeeqi tor pe ik shaks ka dosre shaks ki bhook aur zarooriat puri kerne ka nam he.Suno 2m chali jao magr han yad rkhna december ki barish k baad asman hamare khoobsoorat lamho ko apne seene pe sajaye ga per tum kamzoor mat hona q k ik kamzoor lamha sadiyo ki barbadi ki dastan likhta he

Published by

Muhammad Haider Miraj

A person on the journey of self exploration & learning/development. Time and pain have been my teachers and mentor they made me believe that whatsoever happens, happens for the reason - its gives you learning and add value to yourself. Nature and Spirit helped me connecting within and connect the dots to enhance and and enrich the Faith. Aksr lafz insan ko khokhla bna dete hain jab insan kahe kuch aur .........kere kuch aur..... shaied main b khokhla hogya aur khud ki shanakht se bhagne wale kisi ko shanakht ne de skte. Shaied jo ap parhe wo ap ki zat ka ansar bhi hun q k hain to hum sab ik k hi jaye bus ab khaul mukhtalif pehn liye hain aur ye tehreerein khol walo k liye ne humare asal k liye hain. Duaon ka talib Haider Miraj

Leave a comment